Ramadan main roza rakhna sabhi musalmano par farz hai aur iska bahut bada sawab bhi hai , ramadan ka mahina musalmano ke liye sabr , ibadat aur neki ka mahina hota hai . Is mahine roza rakh kar nek kaam aur garibo ki madad kare aur allah ke liye roza rakhe aur allah ke naam par he roza khole .ye roze rakhkar allah ki rehmat pane ka kha mauka hota hai ,
Iftar Ki Dua in Arabic
اَللّٰھُمَّ لَکَ صُمْتُ وَعَلٰی رِزْقِکَ اَفْطَرْتُ
Iftar Ki Dua in Urdu
اے اللہ !میں نے تیری رضا کے لئے روزہ رکھا اور تیرے ہی رزق پر افطار کیا
Iftar Ki Dua in English
O Allah! I fasted for you and i believe in you [and i put my trust in you] and i break my fast with your sustenance.
Iftar ki Dua in Hindi
अल्लाहुम्मा इन्नी लका सुम्तु व बिका आमंतु व अलैका तवक्कल्तु व अला रिज़्क़िका अफ्तरतु
Aakhri Alfaz
Roza iftar kerne se pehle roza Iftar ki dua yaad se padhe aur roza rakhne se pehle niyat zaroor kre , agar mera ye article acha lage to ramadan me sadka e zariya samjh kar share kerna na bhoole.