Ramadan ke is khas aur rehmat wale me sabhi allah ke liye roza rakhte hai aur roza rakhne ke liye sehri kerte hai . Aaaj is article me sehri ki niyat aur sehri ki dua ke baare me janege .
Ramzan me roze ke sath sath quran aur namaz ki bhi pabandi rakhe . garibo ki jyada se jyada madat kare .
Sehri ki Dua in Arabic :
وَبِصَوْمِ غَدٍ نَّوَيْتُ مِنْ شَهْرِ رَمَضَانَ
Sehri ki dua in hindi :
व बि सोमि गदिन नवई तु मिन शहरि रमज़ान

Sehri ki dua in english :
I Intend to keep the fast for month of Ramadan
Sehri ki dua ka tarjuma :
में कल के लिए इस रमजान के महीने में रोजा रखने की नियत करता हूं ।
Aakhri Baat :
Ramzan me roza rakhne se pehle sehri kerna sunnat hai , aur sehri karke sehri ki dua zaroor padha kare . aur is ramzan mere liye bhi dua kare. agar aap iftar ki dua jaana chahte hai to mera ye article padhna na bhule .
Allah hum sabko roza rakhne ki taufiq ada afarmaye . aur is mahine sadqa aur jakaat zaroor kare.
Islamic article aur iftar ki dua ke liye meri website ko follow kerte rahe.